C for .. chalakoo
C for .. cerelac..!!
Lagta hy, k ye alphabet "C" hi ka kamaal hy..
dono aik sy barh k aik hain!
cerelac ki kal ki har post,nay khoob hansaya!!
cerelac! u r right, ye suitable thread nahi,phir b mukhtasaran likh doon
KP ko har mydaan mn marammat ki zaroorat hy:
"search" mein 3 masaael hain
"post a reply" mein 6 masaael hain
"logout" mein 1 masla hy
"quote aur thank" mein b aik aik masla hy
kahan tuk sunengi, kahan tuk sunaoon?
naakon chanay chabwa rahi hy hamari communty
hum b chup chaap isliay naaz uttha rahay hain, k hamara is k baghyr guzara nahi!.