Waao!
Raat ko tou main bhi jagti hun dear but I wake up at 2:00pm.zuhar ki namaz main dair nai hojati yahan saudia main tou 4:00pm pe asar hojati h..main tou raat he main kp pai aati hoon!
Aaj dawat ki thi iftar ki...
chinese samosay, keemay k samosay, palak aloo piyaz mila ker baisan k pakooray!, dahi baray cholay ki chat, fruit chat...tang,
Or khanay main one and only bombay biryaani by shan;)...( ye baat kp pe btarhee hun kahin daant na pit jaye) hahaha!
Or meethay main siwaiyaan! Uff thak gai aaj tou bus Allah qabool fermalay.
Hijaab is our rightful culture
And if nakedness is civilization!!!!
Then animals are more civilized!!!!!!