Thanks alot buttercup sister,buhat achi sharing ki hai apna,main KB main new hon mujha yej forum buhat acha laga sab sisters ki tarah help kerta hain,mujha buhat acha laga or sister waqai yeh ajkal aik buhat bara problem hai,wasa sister kia iss sa jo falto bal face per ya body per pahla sa hain kia wo bhi jhar jian ga,
or han sister aik or bat mana ap sa pochni hai,wo yeh ka mera face or body per bhat sa black colour ka moles yani till hain,pachpan main kam tha ab zyada ho gia hain kala rang ka hain,or kuch to face sa baher nikal aya hain,main inki waja sa buhat parashan hon,main na ask an expert section main bhi pocha tha per koi effective jawab nahi mila,
app plzzzzzzzzzzz mujha iska koi effective hal batain laser ka ilawa,mujha app ka jawab ka intazar raha ga.......
thanks advance....