Asalamoalikum,
Bajoo aap k kehny per yahan I hun....
Lykin ek baat btaati chaloon k Allah rub ul izat ny sirf aurat ko perday main rehnay k lye nahin kaha...bulkay aurat k naam ka b perdah hai...saray Quraan main siway hazrat maryam alaiha asalam k kisi aurat ka nam nahin...imra.a.tul.azaiz imran.a.tu.firon imrak naam say pukaara hai..phir, be hum mai se kitnay perdah ferz honay ka baray mai behas kerty hai...Allah sb muslmanon
Ko hidaayat dain Ameen....
My introduction
Allah ki ghulam, bundi
Nabi S.A.W ki udna ummati(Alhumdulilah)
Muslman (alhumdulilah)
Pakistani
Name: Ehlia Ali
Lives in: Jeddah Saudia Arabia
Mother to: Maryam Ali my aprox one year old cute daughter....
Is there any thing left bajo?
Hijaab is our rightful culture
And if nakedness is civilization!!!!
Then animals are more civilized!!!!!!